Tareef..!

Ye jo safar tu mere sath karti hai, 
bole bina bhi har bat karti hai,
meri jindagi to bas usi main kush ho jati hai,
jab tu mere hasne ki tareef har ek barsat karti hai..!

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Nazdikiyan..!

Meri Khata

Bachpan Wala Pyaar- part 1